Powered by Blogger.
RSS

Dawaat - E - Ishq : Shayarana KARAOKE




Jini hai bhini hai, khushbu teri hai
Main mehak rahi hun
Jini hai bhini hai, khushbu teri hai
Main mehak rahi hun

Khatti hai, meethi hai, boliyan teri hain
Main chehak rahi hun
Tu chaahat puraani, sharaarat nayi hai
Yakeen to dila de, tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi

Hui hui main to hui shayarana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Gungunaane lagi aashiqana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
O Ou.. aa.. shayarana hui

Shayarana, shayarana, shayarana.. hui

Chaand chhal ke chal diya hai
Din mein hi nikal liya hai
Khwaab tod laya hai mere liye naye
Aage peechhe baahein kheenche
Ud rahi hain yeh hawaayein
Raahein dhoondh laayi hain mere liye nayi
Shayarana, shayrana ho gayi main shayarana
Shayarana, shayarana sha ra ra ra ra ra shayarana..
Tu hasrat puraani, tu aadat nayi hai
Yakeen to dila de tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi

Hui hui main to hui shayarana hui
Hui hui main to hui shayrana hui
Gungunaane lagi aashiqana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Oh ou.. aa.. shayrana hui

Pa para ra para ra ra pa pa pa para aai..
Pa para ra

Kahein jo sakhiyan, sune jo takiya
Tu hai woh kahani
Kahein jo sakhiyan, sune jo takiya
Tu hai woh kahani
Laagi jo bas mein, rahe na bas mein
Tu hai woh rawaani
Main jis pe fida hun ada ban gaya tu
Jo sach ho gai woh dua ban gaya tu
Ke haye zuban bhi phisalne lagi

Hui hui main to hui shayarana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Shayrana o oh shayarana o..
O shayarana shayarana shayarana
Shayarana na na na na
Shana na na na na
Shayarana hui yeah yei...
Shayarana hui
Shayarana hui

Dawaat - E - Ishq : Shayarana KAROKE - Download

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

0 comments:

Post a Comment